Netflix Premium Membership Kaise Lete Hai Free Mai
Netflix Premium Membership Kaise Lete Hai Free Mai
Dosto aaj mai aapko bataunga ki Netflix ki premium membership free mai kese lete hai hai.
To sabse pehle jinko nahi pata ki Netflix kya hai to unko mai yaha bata deta hu ki Netflix ek video streaming service hai. Kehne ka matlab hai ki jese aap youtube dekhte hai wese hi kuch ye Netflix hai. Bas fark itna hai ki youtube par log apni videos upload karte hai lekin Netflix par khud Netflix apni banai hui series program dalta hai or sath mai bahut saari movies bhi aapko yaha mil jaati hai dekhne ke liye.
Yaha par aapko hindi,english or sath hi or bhi language mai videos dekhne ko mil jaati hai or vo bhi Full HD mai. yaha par aapko latest bollywood movies ke sath sath hollywood movies bhi mil jayegi or sabse achhi baat ye hai ki usme aapko language choose karne ka bhi option aayega, jisme aap hindi english ke sath dusri language bhi choose kar sakte ho.
or sath hi subtitles bhi aapko yaha par mil jaate hai.
To ye to ho gaya ki Netflix kya hota hai. Ab ham jaante hai ki Netflix ki premium membership kese lete hai.
To iske liye sabse pehle aapko Netflix.com website ko open karna hoga.
Ab aapko saamne hi likha dikhega ' JOIN FREE FOR A MONTH ' bas aapko isi par click karna hai.
ab aapke saamne likha dikhega ' SEE THE PLANS ' is par click karenge to fir likha ayega " Choose a plan that's right for you ".
to ab aapko yaha par 3 plans show karenge-
1- Basic ( 500 Rs)
2- Standard ( 650 Rs )
3- Premium ( 800 Rs )
ab ye 3 planse mai se aap koi bhi choose kar sakte ho ,yaha par aapko plan ke hisab se features milenge jese ki-
- HD available
- Ultra HD available
- Screens you can watch on at the same time
- Watch on your laptop, TV, phone and tablet
- Unlimited films and TV programmes
- Cancel at any time
- First month free
to yaha par aapko select karna hai 800 Rs wala plan.
To plan select karne ke baad ab aapke saamne payment option as jayega. Ab yaha par aapko apna debit card ya credit card lagana hoga payment karne ke liye.
Lekin trick ab yahi se start hoti hai.
Yaha mai aapko bataunga ki kese aap bina apna real debit card use kiye bina ek virtual debit visa card bana sakte ho or usko payment option mai fill kar sakte ho.AGAR NETFLIC PREMIUM ACCOUNT AT CHEAP MAI CHAIYE TO YAHA JA SAKTE HO : PREMIUM DADA
To uske liye aapko apne mobile par ek app install karni hogi jiska naam hai - Cashier
Is app ko install karne ke baad jab aap is par apne number se account bana lenge tab aapko iske andar virtual debit card milega... Jo aap Netflix ke payment option mai laga sakte ho.
Kyoki yaha is card mai koi bhi paisa nahi hoga to aapko paisa katne ka koi bhi dar nahi hoga.
Ab aap Netflix par ye card ki details daalkar payment complete kar de.
Bas aapko mil jayega 1 month ke liye Netflix premium account free mai.

Reviewed by hideport
on
23:23
Rating:
No comments:
Post a Comment